Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

etiraf

Hafiz Ahmad

etiraf

Hafiz Ahmad

MORE BYHafiz Ahmad

    aaj maiñ ā.īne ke muqābil khaḌā huuñ

    masarrat ḳhvāhish

    mire vāste maut zā.iqa ban chukī hai

    sulagtī huī ḳhvāhishoñ se hirāsāñ badan

    justujū se gurezāñ hai

    ḳhush-baḳhtoñ ke liye kāmyābī koī bahāna nahīñ

    jāntā huuñ

    ki merā safar

    ek dahshat-zada aarzū safar hai

    merī rahguzar

    karb rahguzar hai

    aaj main aaine ke muqabil khaDa hun

    masarrat ki KHwahish

    mere waste maut ka zaiqa ban chuki hai

    sulagti hui KHwahishon se hirasan badan

    justuju se gurezan hai

    KHush-baKHton ke liye kaamyabi ka koi bahana nahin

    jaanta hun

    ki mera safar

    ek dahshat-zada aarzu ka safar hai

    meri rahguzar

    karb ki rahguzar hai

    Source:

    auraq salnama magazines (Pg. e-268 p-256)

    • Author: Wazir Agha,Arif Abdul Mateen
      • Edition: 1967
      • Publisher: Daftar Mahnama Auraq Lahore
      • Year of Publication: 1967
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now