Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

etiraf

MORE BYParveen Shakir

    jaane kab tak tirī tasvīr nigāhoñ meñ rahī

    ho ga.ī raat tire aks ko takte takte

    maiñ ne phir tere tasavvur ke kisī lamhe meñ

    terī tasvīr pe lab rakh diye āhista se!

    jaane kab tak teri taswir nigahon mein rahi

    ho gai raat tere aks ko takte takte

    main ne phir tere tasawwur ke kisi lamhe mein

    teri taswir pe lab rakh diye aahista se!

    Source :
    • Book : kulliyaat-e-maahe tamaam(khusbo) (Pg. 29)

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now