Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ek aadmi

Wahab Danish

ek aadmi

Wahab Danish

MORE BYWahab Danish

    rāste meñ

    shaam mil jā.egī tanhā

    tum use ham-rāh le kar

    ghūmnā sunsān dariyā ke kināre

    baiTh jaanā

    jab thakāvaT paañv pakḌe

    baat karne ke liye

    Tiile mileñge

    gungunāne agar ḳhvāhish huī to

    rok lenā sarsarātī havā ko

    niiñd aa jaa.e

    to sau jaanā kahīñ bhī

    raat aisī milegī

    ghar se bāhar

    raste mein

    sham mil jaegi tanha

    tum use ham-rah le kar

    ghumna sunsan dariya ke kinare

    baiTh jaana

    jab thakawaT panw pakDe

    baat karne ke liye

    Tile milenge

    gungunane ki agar KHwahish hui to

    rok lena sarsaraati si hawa ko

    nind aa jae

    to sau jaana kahin bhi

    raat aisi hi milegi

    ghar se bahar

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now