ek nazm
aaj ye ghar kitnā suunā hai
yuuñ lagtā hai jaise koī
is ghar ke saare hangāme
jaate jaate toḌ gayā hai
aur apnī zahrīlī yādeñ
saare ghar meñ chhoḌ gayā hai
aaj ye ghar kitna suna hai
yun lagta hai jaise koi
is ghar ke sare hangame
jate jate toD gaya hai
aur apni zahrili yaaden
sare ghar mein chhoD gaya hai
- Book : Lifaafe Mein Raushni (Pg. 135)
- Author :Mohammad Alvi
- Publication : Rekhta Publications (2018)
- Edition : First
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.