Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ek nazm

Qazi Saleem

ek nazm

Qazi Saleem

MORE BYQazi Saleem

    jab maiñ ne tumhārā jism chhuā

    mire andar koī aur thā jis ne aur kisī jism chhuā

    auroñ betāb chhuvan meñ

    phir mujh jaisā

    phir tum jaisā

    koī aur thā jis ne aur kisī jism chhuā

    jab main ne tumhaara jism chhua

    mere andar koi aur tha jis ne aur kisi ka jism chhua

    auron ki betab chhuwan mein

    phir mujh jaisa

    phir tum jaisa

    koi aur tha jis ne aur kisi ka jism chhua

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now