Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ek siyasi nazm

Shahryar

ek siyasi nazm

Shahryar

MORE BYShahryar

    magar be-zā.iqa hoñToñ se

    tum ne saḳht chaTTānoñ ko chūmā thā

    vo un khurdurāhaT nok niklī chhātiyāñ

    tezābiyat namkīn kaa.ī

    sab lazzat se rahe nā-āshnā bachche tumhāre

    isī baa.is to un ke jism meñ ḳhuuñ jagah paanī gardish hai

    isī baa.is vo apnī nafratoñ ke ḳhud hadaf haiñ

    aur dushman un pe hañste haiñ

    magar be-zaiqa honTon se

    tum ne saKHt chaTTanon ko chuma tha

    wo un ki khurdurahaT nok nikli chhatiyan

    tezabiyat namkin kai

    sab ki lazzat se rahe na-ashna bachche tumhaare

    isi bais to un ke jism mein KHun ki jagah pani ki gardish hai

    isi bais wo apni nafraton ke KHud hadaf hain

    aur dushman un pe hanste hain

    Source:

    sooraj ko nikalta dekhoon (Pg. 195)

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now