Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baĔhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

elora ke ghaaron mein

Safiya Arib

elora ke ghaaron mein

Safiya Arib

MORE BYSafiya Arib

    elora ke ĔhāroƱ meƱ

    maiƱ sochtī huuƱ

    kaun sÄ« rÅ«heƱ

    bhaTak rahī hoƱgī

    jism to patthar pe khude haiƱ

    un kÄ« pathrā.Ä« rÅ«heƱ

    yuuƱ lagtā hai

    mere patthar dil meƱ pighal rahī haiƱ

    aaƱsÅ« ban kar

    qatra qatra Tapak rahī haiƱ

    elora ke ghaaron mein

    main sochti hun

    kaun si ruhen

    bhaTak rahi hongi

    jism to patthar pe khude hain

    un ki pathrai ruhen

    yun lagta hai

    mere patthar dil mein pighal rahi hain

    aansu ban kar

    qatra qatra Tapak rahi hain

    Source:

    Urdu Mein Nasri Nazm (Pg. 261)

    • Author: Abdus Sami
      • Publisher: Abdus Sami
      • Year of Publication: 2014
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now