Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

wirsa

MORE BYKausar Siddiqi

    ye zamīñ ye āsmāñ

    chāñd sūraj kahkashāñ

    ye samundar naddiyāñ

    ham ko virse meñ mile

    ye vatan gulistāñ

    ye nagar ye bastiyāñ

    kitnā achchhā ye jahāñ

    ham ko virse meñ mile

    ūñche ūñche ye pahāḌ

    ye ghane jangal ye jhaaḌ

    jeTh phāgun aur asāḌh

    ham ko virse meñ mile

    ye chaman ye marġh-zār

    ye pahāḌ aur ābshār

    phuul mahkātī bahār

    ham ko virse meñ mile

    ye zamin ye aasman

    chand suraj kahkashan

    ye samundar naddiyan

    hum ko wirse mein mile

    ye watan ka gulistan

    ye nagar ye bastiyan

    kitna achchha ye jahan

    hum ko wirse mein mile

    unche unche ye pahaD

    ye ghane jangal ye jhaD

    jeTh phagun aur asaDh

    hum ko wirse mein mile

    ye chaman ye margh-zar

    ye pahaD aur aabshaar

    phul mahkati bahaar

    hum ko wirse mein mile

    Source:

    Phool Ek Hi Chaman Ke (Pg. 97)

    • Author: Kausar Siddiqi
      • Publisher: Dhurv Publication, Bhopal
      • Year of Publication: 1995

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now