Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

farar

MORE BYSyed Javed Akhtar

    Interesting Fact

    (ماہنامہ محفل۔ آزادی نمبر ۱۹۶۶ء)

    aaj shab

    jabki har-sū

    hoñgī chhā.ī huī

    ḳhāmushī guphā.eñ

    maiñ dhīre se uTh kar

    budh mānind

    chalā jā.ūñgā

    ghane pur-sukūñ jangaloñ taraf

    ki har roz mere ghar tabāhī

    mujhe kāTne dauḌtī hai

    tanhā o be-āsrā dekh kar

    aaj ki shab

    jabki har-su

    hongi chhai hui

    KHamushi ki guphaen

    main dhire se uTh kar

    budh ki manind

    chala jaunga

    ghane pur-sukun jangalon ki taraf

    ki har roz mere ghar ki tabahi

    mujhe kaTne dauDti hai

    tanha o be-asra dekh kar

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now