Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

fasad

MORE BYKareem Roomani

    plague haiza-o-chechak-o-zalzale sailāb

    harī-bharī fasl kal talak ujāḌte the

    magar aaj kahīñ sho.aloñ

    dhamākoñ shakl lete haiñ

    kahīñ ye ḳhuun holī ruup bharte haiñ

    harī-bharī fasl ab bhī ye ujāḌte haiñ

    fasād ḳhuun meñ shāmil hai shāyad

    fasd ye kholte rahte haiñ shāyad

    plague haiza-o-chechak-o-zalzale sailab

    hari-bhari si fasl kal talak ujaDte the

    magar aaj kahin shoalon

    dhamakon ki shakl lete hain

    kahin ye KHun ki holi ka rup bharte hain

    hari-bhari si fasl ab bhi ye ujaDte hain

    fasad KHun mein shamil hai shayad

    fasd ye kholte rahte hain shayad

    Source:

    Zakhm Zakhm Zindagi (Pg. 51)

    • Author: Kareem Roomani
      • Publisher: Meraj Publication, Andhra Pradesh
      • Year of Publication: 1994
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now