Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

gar hamare hone se

Zulfeqar Ahmad

gar hamare hone se

Zulfeqar Ahmad

MORE BYZulfeqar Ahmad

    gar hamāre hone se

    is udaas bastī meñ

    koī dil bahal jaa.e

    tishna-lab zamīnoñ par

    gar hamāre ḳhuuñ se bhī

    ik gulāb khil jaa.e

    ham ko apne hone

    kuchh surāġh mil jaa.e

    gar hamare hone se

    is udas basti mein

    koi dil bahal jae

    tishna-lab zaminon par

    gar hamare KHun se bhi

    ek gulab khil jae

    hum ko apne hone ka

    kuchh suragh mil jae

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now