Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

hum

MORE BYmustafa arbab

    ham

    bahut chhoTe haiñ

    hamāre ḳhvāb

    ham se bhī chhoTe haiñ

    hameñ mumāna.at jaatī hai

    ḳhud se baḌā ḳhvāb dekhne

    hamāre ḳhvāb

    itne chhoTe haiñ

    ki ham bhī

    un meñ dāḳhil nahīñ ho sakte

    hum

    bahut chhoTe hain

    hamare KHwab

    hum se bhi chhoTe hain

    hamein mumanat ki jati hai

    KHud se baDa KHwab dekhne ki

    hamare KHwab

    itne chhoTe hain

    ki hum bhi

    un mein daKHil nahin ho sakte

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now