Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

hum waqt ke sahra mein

Qazi Saleem

hum waqt ke sahra mein

Qazi Saleem

MORE BYQazi Saleem

    ham vaqt ke sahrā meñ

    uḌte hue bādal haiñ

    kis vaqt mileñ kab tak

    ham saath raheñ kyā ho

    shāyad kisī jhoñke se

    milne ko taras jaa.eñ

    behtar hai yahīñ aao

    ik saath baras jaa.eñ

    hum waqt ke sahra mein

    uDte hue baadal hain

    kis waqt milen kab tak

    hum sath rahen kya ho

    shayad kisi jhonke se

    milne ko taras jaen

    behtar hai yahin aao

    ek sath baras jaen

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now