Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

hidayat

Ehtisham Akhtar

hidayat

Ehtisham Akhtar

MORE BYEhtisham Akhtar

    raushnī koī sarhad nahīñ

    koī maz.hab nahīñ

    havā koī jism nahīñ

    koī mulk nahīñ

    paanī koī rañg nahīñ

    raushnī ko koī naam na do

    havā ko koī jism na do

    paanī ko rañgīn na banāo

    paanī meñ lahū na milāo

    raushni ki koi sarhad nahin

    koi mazhab nahin

    hawa ka koi jism nahin

    koi mulk nahin

    pani ka koi rang nahin

    raushni ko koi nam na do

    hawa ko koi jism na do

    pani ko rangin na banao

    pani mein lahu na milao

    Source:

    Neela Aakash (Pg. 23)

    • Author: Ehtisham Akhtar
      • Edition: 1984
      • Publisher: Modern Publishing House, Daryaganj, New Delhi
      • Year of Publication: 1984
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now