Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

hijraton ke silsile

Khaleel Tanveer

hijraton ke silsile

Khaleel Tanveer

MORE BYKhaleel Tanveer

    ye ḳhāk-o-ḳhūñ ke dā.ere

    dhuāñ-dhuāñ gharoñ shaam

    qayāmateñ guzar ga.iiñ

    barastī tez dhuup meñ

    koī shajar kahāñ mile

    ye hijratoñ ke silsile

    baras baras

    taraf taraf

    raqam hue

    ḳhabar hue

    ye KHak-o-KHun ke daere

    dhuan-dhuan gharon ki sham

    qayamaten guzar gain

    barasti tez dhup mein

    koi shajar kahan mile

    ye hijraton ke silsile

    baras baras

    taraf taraf

    raqam hue

    KHabar hue

    Source:

    Mahanama Tahrik Jild 26 (Pg. 249)

      • Publisher: Unknown Organization
      • Year of Publication: 1978
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now