Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

holi ka tehwar

Momin Khan Shauq

holi ka tehwar

Momin Khan Shauq

MORE BYMomin Khan Shauq

    rangoñ phulvār se sajnī

    rang banā sansār

    niilā piilā uudā laal

    rangoñ darbār

    jaag gayā sansār

    holī tehvār

    in rangoñ ko rang na samjho

    mahke in se bastī bastī nagrī nagrī har ik dvaar

    yak-jihatī iḳhlās mohabbat amn masarrat pyaar

    rangoñ phulvār se mahkā ab ke baras gulzār

    ab ke baras gulzār

    rang banā sansār

    rangon ki phulwar se sajni

    rang bana sansar

    nila pila uda lal

    rangon ka darbar

    jag gaya sansar

    holi ka tehwar

    in rangon ko rang na samjho

    mahke in se basti basti nagri nagri har ek dwar

    yak-jihati iKHlas mohabbat amn masarrat pyar

    rangon ki phulwar se mahka ab ke baras gulzar

    ab ke baras gulzar

    rang bana sansar

    Source:

    Nishat-e-Aarzu (Pg. 123)

    • Author: Momin Khan Shauq
      • Publisher: Ejaz Printing Press, Hyderabad
      • Year of Publication: 1993

    Tagged Under

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now