Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

husn-e-pur-fan

Mohammad Ahsan Wahidi

husn-e-pur-fan

Mohammad Ahsan Wahidi

MORE BYMohammad Ahsan Wahidi

    jumbish-e-mizhgāñ jaadū jaadū

    sehr-zada haiñ manzar har-sū

    nashtar nashtar nīm-nigāhī

    ḳhanjar ḳhanjar tīkhe aabrū

    manzar manzar rang-e-tabassum

    gauhar gauhar Dhalke aañsū

    dāman dāman aas kaliyāñ

    ḳhirman ḳhirman barq-e-tabassum

    gulshan gulshan rang-e-bahārāñ

    chilman chilman palkeñ pur-nam

    jumbish-e-mizhgan jadu jadu

    sehr-zada hain manzar har-su

    nashtar nashtar nim-nigahi

    KHanjar KHanjar tikhe aabru

    manzar manzar rang-e-tabassum

    gauhar gauhar Dhalke aansu

    daman daman aas ki kaliyan

    KHirman KHirman barq-e-tabassum

    gulshan gulshan rang-e-bahaaran

    chilman chilman palken pur-nam

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 13-14-15 December 2024 - Jawaharlal Nehru Stadium , Gate No. 1, New Delhi

    Get Tickets
    Speak Now