aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

husn mein gunah ki KHwahish

Muneer Niyazi

husn mein gunah ki KHwahish

Muneer Niyazi

MORE BYMuneer Niyazi

    husn to bas do tarah ḳhuub lagtā hai mujhe

    aag meñ jaltā huā

    barf meñ soyā huā

    darmiyāñ meñ kuchh nahīñ

    sirf halkā achambhā aks uḌtā huā

    ik ḳhayāl-añgez qissa apnī aadhī maut

    ik alam-afzā fasāna ḳhūn-e-dil ke shauq

    ik kināre se sadā do to vo chaltī jā.egī

    duur tak apne gunah par haath maltī jā.egī

    husn to bas do tarah ka KHub lagta hai mujhe

    aag mein jalta hua

    ya barf mein soya hua

    darmiyan mein kuchh nahin

    sirf halka sa achambha aks sa uDta hua

    ek KHayal-angez qissa apni aadhi maut ka

    ek alam-afza fasana KHun-e-dil ke shauq ka

    ek kinare se sada do to wo chalti jaegi

    dur tak apne gunah par hath malti jaegi

    Source:

    Jalta Hai Badan (Pg. 133)

    • Author: Zahid Hasan
      • Edition: 2002
      • Publisher: Apnaidara, Lahore
      • Year of Publication: 2002
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now