Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ek bachchi

Anwar Abbas

ek bachchi

Anwar Abbas

MORE BYAnwar Abbas

    kis tarah is ko javānī meñ sañbhālā jaa.e

    kaise mahfūz rakhā jaa.e ḳharābī se ise

    ise nāpāk nigāhoñ se koī dekh na le

    haath nāpāk irādoñ ke na chhū leñ is ko

    ek bachchī thī ye duniyā jo baḌī ho ga.ī hai

    kis tarah is ko jawani mein sanbhaala jae

    kaise mahfuz rakha jae KHarabi se ise

    ise napak nigahon se koi dekh na le

    hath napak iradon ke na chhu len is ko

    ek bachchi thi ye duniya jo baDi ho gai hai

    Source:

    Nazm-o-Razm (Pg. 109)

    • Author: Anwar Abbas
      • Publisher: Anjuman Fikr-o-Nazar, Allahabad
      • Year of Publication: 2011
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now