Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

iltija

Ismail Raaz

iltija

Ismail Raaz

MORE BYIsmail Raaz

    dil-nashīñ

    dil-rubā

    ik nigāh-e-karam

    apne lāchār par

    marhamat ik nigāh

    zindagī talḳh hai

    zindagī ik sazā

    aur aise meñ

    ham

    jān-e-jāñ

    ruuTh kar

    kyoñ baḌhā.eñ

    ye talḳhī-e-roz-o-shabāñ

    ranjisheñ bhuul kar

    ab lagāo gale

    ai mere dil-nashīñ

    ai mere dil-rubā

    dil-nashin

    dil-ruba

    ek nigah-e-karam

    apne lachaar par

    marhamat ek nigah

    zindagi talKH hai

    zindagi ek saza

    aur aise mein

    hum

    jaan-e-jaan

    ruTh kar

    kyon baDhaen

    ye talKHi-e-roz-o-shaban

    ranjishen bhul kar

    ab lagao gale

    ai mere dil-nashin

    ai mere dil-ruba

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now