Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

imkan se aage

Shakeel Azmi

imkan se aage

Shakeel Azmi

MORE BYShakeel Azmi

    merī āñkheñ

    raat ga.e tak

    na.e-na.e ḳhvāboñ ke pīchhe

    chāñd galiyoñ meñ phirtī haiñ

    sub.h se pahle

    dīvāroñ ke sūrāḳhoñ se

    girtī paḌtī

    mere kamre meñ aatī haiñ

    mujh meñ raushan ho jaatī haiñ

    meri aankhen

    raat gae tak

    nae-nae KHwabon ke pichhe

    chand ki galiyon mein phirti hain

    subh se pahle

    diwaron ke suraKHon se

    girti paDti

    mere kamre mein aati hain

    mujh mein raushan ho jati hain

    Source:

    Dil Parinda Hai (Pg. 112)

    • Author: Shakeel Azmi
      • Edition: First
      • Publisher: Rekhta Publications
      • Year of Publication: 2023
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now