aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jab raat ki nagin Dasti hai

Wasi Shah

jab raat ki nagin Dasti hai

Wasi Shah

MORE BYWasi Shah

    jab raat nāgin Dastī hai

    nas nas meñ zahr utartā hai

    jab chāñd kirneñ tezī se

    us dil ko chiir ke aatī haiñ

    jab aañkh ke andar aañsū

    sab jazboñ par chhā jaate ho

    tab yaad bahut tum aate ho

    jab dard jhānjhar bajtī hai

    jab raqs ġhamoñ hotā hai

    ḳhvāboñ taal pe saare dukh

    vahshat ke saaz bajāte haiñ

    gaate haiñ ḳhvāhish lai meñ

    mastī meñ jhūmte jaate haiñ

    sab jazboñ par chhā jaate ho

    tab yaad bahut tum aate ho

    jab raat ki nagin Dasti hai

    nas nas mein zahr utarta hai

    jab chand ki kirnen tezi se

    us dil ko chir ke aati hain

    jab aankh ke andar hi aansu

    sab jazbon par chha jate ho

    tab yaad bahut tum aate ho

    jab dard ki jhanjhar bajti hai

    jab raqs ghamon ka hota hai

    KHwabon ki tal pe sare dukh

    wahshat ke saz bajate hain

    gate hain KHwahish ki lai mein

    masti mein jhumte jate hain

    sab jazbon par chha jate ho

    tab yaad bahut tum aate ho

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now