Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jangal

MORE BYHamida Shaheen

    sher apnī ḳhudā.ī

    rīchh ke apne zavābit

    bheḌiye apnā qānūn

    un par

    harf-gīrī kisī ko haq nahīñ

    machchharoñ ko hukm hai

    vo apnī bhiiñ bhiiñ se ġharaz rakhā kareñ

    sher ki apni KHudai

    richh ke apne zawabit

    bheDiye ka apna hi qanun

    un par

    harf-giri ka kisi ko haq nahin

    machchharon ko hukm hai

    wo apni bhin bhin se gharaz rakha karen

    Source:

    Zinda Hun (Pg. 114)

    • Author: Hamida Shaheen
      • Edition: 2010
      • Publisher: Multi Media Affairs, Lahore
      • Year of Publication: 2010
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now