Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jism ki nas nas mein

Safiya Arib

jism ki nas nas mein

Safiya Arib

MORE BYSafiya Arib

    jism nas nas meñ

    rivāyāt ke

    ujle safed par

    ug aa.e haiñ

    phir par jism ko

    qadd-e-ādam

    ā.īne meñ dekhnā

    baḌī jur.at chāhtā hai

    paroñ meñ sar chhupā kar

    so rahī huuñ

    sone do

    jism ki nas nas mein

    riwayat ke

    ujle safed par

    ug aae hain

    phir par jism ko

    qadd-e-adam

    aaine mein dekhna

    baDi jurat chahta hai

    paron mein sar chhupa kar

    so rahi hun

    sone do

    Source:

    Izhar (Pg. 354)

      • Publisher: Baqar Mehdi
      • Year of Publication: 1978
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now