Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jumud

MORE BYAkhtarul Iman

    tum se be-rañgī-e-hastī gila karnā thā

    dil pe ambār hai ḳhūñ-gashta tamannāoñ

    aaj TuuTe hue tāroñ ḳhayāl aayā hai

    ek mela hai pareshān ummīdoñ

    chand pazhmurda bahāroñ ḳhayāl aayā hai

    paañv thak thak ke rahe jaate haiñ māyūsī meñ

    par mohsin rāh-guzāroñ ḳhayāl aayā hai

    sāqī-o-bāda nahīñ jām-o-lab-e-jū bhī nahīñ

    tum se kahnā thā ki ab aañkh meñ aañsū bhī nahīñ

    tum se be-rangi-e-hasti ka gila karna tha

    dil pe ambar hai KHun-gashta tamannaon ka

    aaj TuTe hue taron ka KHayal aaya hai

    ek mela hai pareshan si ummidon ka

    chand pazhmurda bahaaron ka KHayal aaya hai

    panw thak thak ke rahe jate hain mayusi mein

    par mohsin rah-guzaron ka KHayal aaya hai

    saqi-o-baada nahin jam-o-lab-e-ju bhi nahin

    tum se kahna tha ki ab aankh mein aansu bhi nahin

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Akhtarul Iman

    Akhtarul Iman

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now