justuju
achānak mere dil meñ ye ḳhayāl aayā
ki maiñ
nadiyā se pūchhūñ
kyoñ akelī
roz-o-shab
bahtī hai be-maqsad
na manzil hai na koī ham-safar us kā
magar jaarī hai roz-o-shab safar us kā
nadī kī maujeñ ubhrīñ muskurā.īñ
aur phir
dhīme suroñ meñ ye kahā mujh se
nadī ko justujū hai
gahre sāgar kī
achanak mere dil mein ye KHayal aaya
ki main
nadiya se puchhun
kyon akeli
roz-o-shab
bahti hai be-maqsad
na manzil hai na koi ham-safar us ka
magar jari hai roz-o-shab safar us ka
nadi ki maujen ubhrin muskurain
aur phir
dhime suron mein ye kaha mujh se
nadi ko justuju hai
gahre sagar ki
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.