Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kaDe kos

Translated By: Amina Yaqin

Kishwar Naheed

Kishwar Naheed

kaDe kos

Kishwar Naheed

MORE BYKishwar Naheed

  harf

  goyā.ī zanjīr meñ jab qaid huā

  ism banā

  ahd banā

  nazm banā

  qissa-e-kām-o-dahan ġham-e-matlūb banā

  ḳhūb-o-nā-ḳhūb banā

  harf-e-nā-gufta

  magar zehn āzār banā

  dil dīvār banā

  rāh-e-dushvār banā

  qissa-e-shauq vārafta kahānī na banā

  hīla-e-vasl ġham-dīda nishānī na banā

  vaar hai manzil-e-goyā.ī

  sabhī jānte haiñ

  harf-e-nā-gufta ke ye zaḳhm magar mere haiñ

  jin ko tanhā.ī mirī

  mujh se sivā jāntī hai

  A distance of two miles

  harf

  goyai ki zanjir mein jab qaid hua

  ism bana

  ahd bana

  nazm bana

  qissa-e-kaam-o-dahan ka gham-e-matlub bana

  KHub-o-na-KHub bana

  harf-e-na-gufta

  magar zehn ka aazar bana

  dil ki diwar bana

  rah-e-dushwar bana

  qissa-e-shauq ki warafta kahani na bana

  hila-e-wasl ki gham-dida nishani na bana

  war hai manzil-e-goyai

  sabhi jaante hain

  harf-e-na-gufta ke ye zaKHm magar mere hain

  jin ko tanhai meri

  mujh se siwa jaanti hai

  A distance of two miles

  Source :
  • Book : kulliyat dusht-e-qais main laila (Pg. 227)
  ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

  ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

  મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

  0
  COMMENTS
  VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

  Additional information available

  Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

  OKAY

  About this sher

  Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

  Close

  rare Unpublished content

  This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

  OKAY

  Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

  GET YOUR PASS
  Speak Now