Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kashmir

MORE BYJameel Ahmad Jaisi

    vādī-e-kashmīr hai chashma-e-qudrat hai ye

    goshe goshe meñ jo bikhrī be-bahā daulat hai ye

    jangaloñ ke biich meñ āb-e-ravāñ kausar-sifat

    ai ḳhudā kyā is zamīñ par dūsrī jannat hai ye

    barf dastār bāñdhe saf-ba-saf parbat yahāñ

    karte haiñ hamd-o-sanā allāh qudrat hai ye

    ḳhushnumā phūloñ meñ bhī rangoñ ik sailāb hai

    chār-sū dilkash fazā.eñ is bas fitrat hai ye

    ye hamārī zindagī hai ham haiñ is ke pāsbāñ

    muḳhtasar itnā samajhiye mulk izzat hai ye

    wadi-e-kashmir hai ya chashma-e-qudrat hai ye

    goshe goshe mein jo bikhri be-baha daulat hai ye

    jangalon ke bich mein aab-e-rawan kausar-sifat

    ai KHuda kya is zamin par dusri jannat hai ye

    barf ki dastar bandhe saf-ba-saf parbat yahan

    karte hain hamd-o-sana allah ki qudrat hai ye

    KHushnuma phulon mein bhi rangon ka ek sailab hai

    chaar-su dilkash fazaen is ki bas fitrat hai ye

    ye hamari zindagi hai hum hain is ke pasban

    muKHtasar itna samajhiye mulk ki izzat hai ye

    Source:

    Harf-e-Tamanna (Pg. 55)

    • Author: Jameel Ahmad Jaisi
      • Publisher: Friends Graphic, New Delhi
      • Year of Publication: 2015
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now