Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

KHamushi

Seema Bhardwaj

KHamushi

Seema Bhardwaj

MORE BYSeema Bhardwaj

    vo ḳhāmushī jo tum ne hai

    shiv ke vishpān jaisī

    vo mere halaq meñ aTak rahī hai

    maiñ niile rang meñ nahā.ī huī huuñ

    ye rang nasoñ meñ utar rahā hai lahū ke saath

    niile rang lahū dekhā hai kahīñ

    ye rang mujhe jiine nahīñ degā

    aur marne bhī

    wo KHamushi jo tum ne pi li hai

    shiw ke wishpan jaisi

    wo mere halaq mein aTak rahi hai

    main nile rang mein nahai hui hun

    ye rang nason mein utar raha hai lahu ke sath

    nile rang ka lahu dekha hai kahin

    ye rang mujhe jine nahin dega

    aur marne bhi

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta 10th Edition | 5-6-7 December Get Tickets Here

    Speak Now