Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

KHair-maqdam

Khatir Hafizi

KHair-maqdam

Khatir Hafizi

MORE BYKhatir Hafizi

    paak rangīñ

    shu'ā' maḳhmal

    dhīre dhīre

    utar rahī hai yuuñ

    jaise koī hasīn doshīza

    narm nāzuk

    qadam qadam rakkhe

    khiḌkiyāñ khol kar khaḌā huuñ maiñ

    ugte sūraj ko dekhtā huuñ maiñ

    pak rangin

    shu'a' maKHmal si

    dhire dhire

    utar rahi hai yun

    jaise koi hasin doshiza

    narm nazuk

    qadam qadam rakkhe

    khiDkiyan khol kar khaDa hun main

    ugte suraj ko dekhta hun main

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now