Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

khoTe sikke

Mohammad Aazam

khoTe sikke

Mohammad Aazam

MORE BYMohammad Aazam

    kahte haiñ

    khoTe sikke bāzār meñ hamesha nahīñ chalte

    ham dekhte haiñ

    khoTe sikke

    hamesha bāzār meñ chalte rahte haiñ

    khoTe sikkoñ ke liye

    hameshgī tārīf

    shāyad muḳhtalif hai

    kahte hain

    khoTe sikke bazar mein hamesha nahin chalte

    hum dekhte hain

    khoTe sikke

    hamesha bazar mein chalte rahte hain

    khoTe sikkon ke liye

    hameshgi ki tarif

    shayad muKHtalif hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now