Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

KHud-kushi

Utkarsh Musafir

KHud-kushi

Utkarsh Musafir

MORE BYUtkarsh Musafir

    kal merī likhī ik nazm

    ne ḳhud-kushī kar

    jise arse pahle maiñ ne likhā thā

    na jaane kyoñ

    shāyad nārāz thī mujh se

    ka.ī arse se qaid thī

    diary ke safhoñ meñ kahīñ

    gumnām ho chukī thī vo

    mujhe bhī is baat ġham hai

    maiñ ne us ḳhayāl kyoñ nahīñ kiyā

    ka.ī martaba sochtā to thā

    zikr bhī kartā thā apnoñ se

    phir aglī dafa

    jab suntā thā kuchh english gaane

    zehn se utar jaatā thā us tanhā nazm ḳhayāl

    kal meri likhi ek nazm

    ne KHud-kushi kar li

    jise arse pahle main ne likha tha

    na jaane kyon

    shayad naraaz thi mujh se

    kai arse se qaid thi

    diary ke safhon mein kahin

    gumnam si ho chuki thi wo

    mujhe bhi is baat ka gham hai

    main ne us ka KHayal kyon nahin kiya

    kai martaba sochta to tha

    zikr bhi karta tha apnon se

    phir agli hi dafa

    jab sunta tha kuchh english gane

    zehn se utar jata tha us tanha nazm ka KHayal

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now