KHudi ki zindagi
Interesting Fact
(Talim-o-Tarbiyat) (Zarb-e-Kalim)
ḳhudī ho zinda to hai faqr bhī shahanshāhī
nahīñ hai sanjar-o-tuġhral se kam shikva-e-faqīr
ḳhudī ho zinda to dariyā-e-be-karāñ pāyāb
ḳhudī ho zinda to kohsār par nayān-o-harīr
nahang-e-zinda hai apne muhīt meñ āzād
nahang-e-murda ko mauj-e-sarāb bhī zanjīr
KHudi ho zinda to hai faqr bhi shahanshahi
nahin hai sanjar-o-tughral se kam shikwa-e-faqir
KHudi ho zinda to dariya-e-be-karan payab
KHudi ho zinda to kohsar par nayan-o-harir
nahang-e-zinda hai apne muhit mein aazad
nahang-e-murda ko mauj-e-sarab bhi zanjir
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.