Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

KHun-baha

Mohsin Bhopali

KHun-baha

Mohsin Bhopali

MORE BYMohsin Bhopali

    Interesting Fact

    (Funun, Lahore, December 1973)

    idhar zinda rahne ke haq ke liye

    ik hujūm-e-balā-ḳhez sail-e-mavvāj

    ġhaiz-o-ġhazab ehtijāj

    aur udhar

    intizāmī suhūlat ke pesh-e-nazar

    vārisoñ ke liye

    cheque tayyār haiñ

    idhar zinda rahne ke haq ke liye

    ek hujum-e-bala-KHez ka sail-e-mawwaj

    ghaiz-o-ghazab ehtijaj

    aur udhar

    intizami suhulat ke pesh-e-nazar

    warison ke liye

    cheque tayyar hain

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now