Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

KHwab

MORE BYRahi Masoom Raza

    aao vāpas chaleñ

    raat ke rāste par vahāñ

    niind bastiyāñ thiiñ jahāñ

    ḳhaak chhānīñ

    koī ḳhvāb DhūñDeñ

    ki sūraj ke raste raḳht-e-safar ḳhvāb hai

    aur is din ke bāzār meñ

    kal talak

    ḳhvāb kamyāb thā

    aaj

    nāyāb hai

    aao wapas chalen

    raat ke raste par wahan

    nind ki bastiyan thin jahan

    KHak chhanin

    koi KHwab DhunDen

    ki suraj ke raste ka raKHt-e-safar KHwab hai

    aur is din ke bazar mein

    kal talak

    KHwab kamyab tha

    aaj

    nayab hai

    related content

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now