Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kitab ka phul

Muneebur Rahman

kitab ka phul

Muneebur Rahman

MORE BYMuneebur Rahman

    khilā thā sub.h savere jab āftāb phuul

    diyā thā toḌ ke us ne mujhe gulāb phuul

    zamāna biit gayā, ittifāq se mujh ko

    milā hai aaj ye sūkhā huā kitāb phuul

    hujūm-e-ġham se nikal aa.e haiñ mire aañsū

    ki hai ye tohfa-e-māzī mire shabāb phuul

    khila tha subh sawere jab aaftab ka phul

    diya tha toD ke us ne mujhe gulab ka phul

    zamana bit gaya, ittifaq se mujh ko

    mila hai aaj ye sukha hua kitab ka phul

    hujum-e-gham se nikal aae hain mere aansu

    ki hai ye tohfa-e-mazi mere shabab ka phul

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now