Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

lalach ko bhik ka nam na do

Meena Kumari Naz

lalach ko bhik ka nam na do

Meena Kumari Naz

MORE BYMeena Kumari Naz

    lālach ko bhiik naam na do

    ye qarz hai is ko qarz kaho

    us vaqt tum kuchh fikr karo

    jab tumheñ ye qarz chukānā hai

    tab saaya bhī na saath hogā

    phir ye na kahnā ghabrā ke ki

    ek hamārā saaya thā jo pahle thā

    vo ???

    lalach ko bhik ka nam na do

    ye qarz hai is ko qarz kaho

    us waqt ki tum kuchh fikr karo

    jab tumhein ye qarz chukana hai

    tab saya bhi na sath hoga

    phir ye na kahna ghabra ke ki

    ek hamara saya tha jo pahle tha

    wo ???

    Source:

    Tanha Chand (Pg. 46)

    • Author: Meena Kumari Naz
      • Publisher: Shama Book Depo, New Delhi
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now