Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

lahore ke nam

Abdur Rasheed

lahore ke nam

Abdur Rasheed

MORE BYAbdur Rasheed

    maiñ tere liye laayā huuñ phuul

    phuul

    jo paanī chhat toḌ ke ham se aan mile the

    ḳhushbū jo miTTī kachchī post se bāhar kanpaTiyoñ tak phailī thī

    dil jo ḳhvāhish ke bojh se bojhal hil nahīñ sakte the

    maiñ laayā huuñ dil se uThne vaalī sard havā phāñk zamīñ ḳhālī

    muTThī gehūñ guḌiyā

    jañgal jin meñ sadā ek kitāb khulī thī joban

    main tere liye laya hun phul

    phul

    jo pani ki chhat toD ke hum se aan mile the

    KHushbu jo miTTi ki kachchi post se bahar kanpaTiyon tak phaili thi

    dil jo KHwahish ke bojh se bojhal hil hi nahin sakte the

    main laya hun dil se uThne wali sard hawa ki phank zamin ki KHali

    muTThi gehun ki guDiya

    jangal jin mein sada hi ek kitab khuli thi joban ki

    Source:

    Pakistani Adab (Pg. 185)

    • Author: Dr. Rashid Amjad
      • Edition: 2009
      • Publisher: Pakistan Academy of Letters, Islambad, Pakistan
      • Year of Publication: 2009
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now