lahren
taT par khaḌā huā huuñ maiñ
us ko dekh ke sochtā huuñ
sāgar kyā hai lahreñ haiñ
lahreñ aatī jaatī haiñ
lahreñ uThtī girtī haiñ
lahr ab hai aur ab nahīñ hai
taT par khaḌā huā sāgar
mujh ko dekh ke sochtā hai
ye kyā hai ik lahr hī hai
lahreñ aatī jaatī haiñ
lahreñ uThtī girtī haiñ
lahr ab hai aur ab nahīñ hai
taT par khaDa hua hun main
us ko dekh ke sochta hun
sagar kya hai lahren hain
lahren aati jati hain
lahren uThti girti hain
lahr ab hai aur ab nahin hai
taT par khaDa hua sagar
mujh ko dekh ke sochta hai
ye kya hai ek lahr hi hai
lahren aati jati hain
lahren uThti girti hain
lahr ab hai aur ab nahin hai
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.