Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

man

Dr. Rahi

man

Dr. Rahi

MORE BYDr. Rahi

    maañ

    faqat ik lafz hai vaise to lekin

    magar maañ kyā hai

    mamtā samundar

    taqaddus pyaar bahtī nadī hai

    vafā īsār qurbānī jiitā jāgtā paikar

    vajūd is himāla se bhī ūñchā

    vajūd is hai rahmat

    vajūd is hai rahmat

    saroñ pe is saaya hazāroñ ne.amatoñ ek ne.amat

    jab bhī lab is ke khule bigḌī banā de

    duā is musībat ko Talā de

    pukāre jab lo saarā

    arsh hilā de

    vajūd

    is sarāpā āfiyat hai

    ḳhudā ne is

    yuuñ azmat baḌhā.ī

    hai is ke paañv ke nīche jannat

    man

    faqat ek lafz hai waise to lekin

    magar man kya hai

    mamta ka samundar

    taqaddus pyar ki bahti nadi hai

    wafa isar qurbani ka jita jagta paikar

    wajud is ka himala se bhi uncha

    wajud is ka hai rahmat

    wajud is ka hai rahmat

    saron pe is ka saya hazaron neamaton ki ek neamat

    jab bhi lab is ke khule bigDi bana de

    dua is ki musibat ko Tala de

    pukare jab lo sara

    arsh hila de

    wajud

    is ka sarapa aafiyat hai

    KHuda ne is ki

    yun azmat baDhai

    hai is ke panw ke niche hi jannat

    Source:

    Mahek (Pg. 162)

    • Author: Dr. Rahi
      • Publisher: Dairah Press Chatta Bazar
      • Year of Publication: 1997
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now