Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

main be hun

Aslam Mirza

main be hun

Aslam Mirza

MORE BYAslam Mirza

    maiñ be huuñ

    jab alif ko dekhtā huuñ

    dukh uThātā huuñ

    ki vo avval hai maiñ āḳhir

    magar jab pe ko dekhūñ

    te ko dekhūñ

    muskurātā huuñ

    bahut taskīn paatā huuñ

    ḳhushī se khilkhilātā huuñ

    ki maiñ be huuñ

    main be hun

    jab alif ko dekhta hun

    dukh uThata hun

    ki wo awwal hai main aaKHir

    magar jab pe ko dekhun

    te ko dekhun

    muskuraata hun

    bahut taskin pata hun

    KHushi se khilkhilata hun

    ki main be hun

    Source:

    Geele Patton Ki Muskan (Pg. 62)

    • Author: Aslam Mirza
      • Publisher: Nawa-e-Deccan Publications, Aurangabad
      • Year of Publication: 2004
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now