Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

man ka andhera

Akhtar Bastavi

man ka andhera

Akhtar Bastavi

MORE BYAkhtar Bastavi

    insān ko bhagvān nazar aa.egā kyūñ-kar

    raushan ke liye nainoñ meñ shaktī nahīñ hai

    bhaktoñ nigāhoñ se vo chhuptā nahīñ lekin

    afsos ki sansār meñ bhaktī nahīñ hai

    hoñToñ pe haiñ nirvān aur gyaan bāteñ

    siine guphāoñ meñ hai pāpoñ baserā

    puujā ke liye sab ne jalā rakkhe haiñ dīpak

    mandir meñ ujālā hai magar man meñ añdherā

    insan ko bhagwan nazar aaega kyun-kar

    raushan ke liye nainon mein shakti hi nahin hai

    bhakton ki nigahon se wo chhupta nahin lekin

    afsos ki sansar mein bhakti hi nahin hai

    honTon pe hain nirwan ki aur gyan ki baaten

    sine ki guphaon mein hai papon ka basera

    puja ke liye sab ne jala rakkhe hain dipak

    mandir mein ujala hai magar man mein andhera

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now