Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

manasib

Allama Iqbal

manasib

Allama Iqbal

MORE BYAllama Iqbal

    Interesting Fact

    (Siyasat-e-Mashriq-o-Maghrib) (Zarb-e-Kalim)

    huā hai banda-e-momin fasūnī-e-afrang

    isī sabab se qalandar aañkh hai namnāk

    tire buland manāsib ḳhair ho yā-rab

    ki in ke vāste ne kiyā ḳhudī ko halāk

    magar ye baat chhupā.e se chhup nahīñ saktī

    samajh ga.ī hai ise har tabī'at-e-chālāk

    sharīk-e-hukm ġhulāmoñ ko kar nahīñ sakte

    ḳharīdte haiñ faqat un jauhar-e-idrāk

    hua hai banda-e-momin fasuni-e-afrang

    isi sabab se qalandar ki aankh hai namnak

    tere buland manasib ki KHair ho ya-rab

    ki in ke waste tu ne kiya KHudi ko halak

    magar ye baat chhupae se chhup nahin sakti

    samajh gai hai ise har tabi'at-e-chaalak

    sharik-e-hukm ghulamon ko kar nahin sakte

    KHaridte hain faqat un ka jauhar-e-idrak

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY
    Speak Now