Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mansur-hallaj

Qamar Jameel

mansur-hallaj

Qamar Jameel

MORE BYQamar Jameel

    Interesting Fact

    Dedicated to the prominent Sufi poet Mansur Hilaj, who was executed for blasphemy.

    merī āñkheñ merī jaan

    terā ibādat-ḳhāna

    aur apne liye ik nār-e-jahīm

    merā dil hirnoñ ke liye

    maidān-e-azīm

    aur apne liye ik ḳhāna-e-bīm

    dekh zarā hallāj raqs

    jis ne apnī miTTī

    apnā ḳhuun

    na samjhā apnā ḳhuun

    jis ke liye laayā hai koī

    ek visāl-e-davām

    ek charāġh-e-mubīn

    meri aankhen meri jaan

    tera ibaadat-KHana

    aur apne liye ek nar-e-jahim

    mera dil hirnon ke liye

    maidan-e-azim

    aur apne liye ek KHana-e-bim

    dekh zara hallaj ka raqs

    jis ne apni miTTi

    apna KHun

    na samjha apna KHun

    jis ke liye laya hai koi

    ek visal-e-dawam

    ek charagh-e-mubin

    Source:

    chahaar khvaab (Pg. 39)

    • Author: qamar jameel
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now