Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mard daraKHt hai

Javed Nadeem

mard daraKHt hai

Javed Nadeem

MORE BYJaved Nadeem

    mard daraḳht hai

    aurat bel

    bel ke baqā ke liye daraḳht vajūd

    itnā nā-guzīr hai

    jitne raushnī aur aab

    jo bel

    daraḳht ke sahāre se mahrūm rahtī hai

    zamīn par phail kar charindoñ ḳhurāk ban jaatī hai

    mard daraKHt hai

    aurat bel

    bel ke baqa ke liye daraKHt ka wajud

    itna hi na-guzir hai

    jitne raushni aur aab

    jo bel

    daraKHt ke sahaare se mahrum rahti hai

    zamin par phail kar charindon ki KHurak ban jati hai

    Source:

    Mauj-e-Khayal (Pg. 106)

    • Author: Javed Nadeem
      • Publisher: Takmeel Publications, Mumbai
      • Year of Publication: 2002
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now