Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mashwara

Sheen Kaaf Nizam

mashwara

Sheen Kaaf Nizam

MORE BYSheen Kaaf Nizam

    bahut purānī

    hamāre rishtoñ sab qabā.eñ

    jagah jagah se

    isī liye sab masak rahī haiñ

    utāreñ in ko

    purāne kapḌoñ ke gande ghar meñ

    band kar deñ

    kabhī koī

    sab phaTe-purāne hamāre kapḌe

    ḳharīd legā

    aur in ke badle

    chamaktā kuchh thamā.e shāyad

    bahut purani

    hamare rishton ki sab qabaen

    jagah jagah se

    isi liye sab masak rahi hain

    utaren in ko

    purane kapDon ke gande ghar mein

    band kar den

    kabhi koi

    sab phaTe-purane hamare kapDe

    KHarid lega

    aur in ke badle

    chamakta sa kuchh thamae shayad

    Source:

    Bayazain Kho Gayee Hain (Pg. 59)

    • Author: Sheen Kaaf Nizam
      • Edition: 1997
      • Publisher: Vag Devi Parkashan, Biconer (Rajisthan)
      • Year of Publication: 1997
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now