Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mashwara

Aabid Jafri

mashwara

Aabid Jafri

MORE BYAabid Jafri

    suno

    zulm abr dhartī ke tapte badan par jo barsāoge

    to samay āye.gā

    aur aane vaalā hai ye jaan lo

    ki tumhāre bhī sar se

    ye paanī relā guzar jā.egā

    aur tumhārā badan

    muntaqil aisī daldal meñ ho jā.egā

    jis jānib abas ġhair tazkira

    ḳhud tumhāre bhī apne nahīñ ā.eñge

    suno

    zulm ka abr dharti ke tapte badan par jo barsaoge

    to samay aayega

    aur aane hi wala hai ye jaan lo

    ki tumhaare bhi sar se

    ye pani ka rela guzar jaega

    aur tumhaara badan

    muntaqil aisi daldal mein ho jaega

    jis ki jaanib abas ghair ka tazkira

    KHud tumhaare bhi apne nahin aaenge

    Source:

    Sapne Jagti Aankhon Ke (Pg. 113)

    • Author: Aabid Jafri
      • Publisher: Institute of Third World Arts & Literature, Britannia
      • Year of Publication: 1990
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now