Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

masrufiyat

MORE BYMuhammad Rashid Athar

    kal shab mere baazū us ḳhushbū meñ tar the

    sākit aañkh ke parde par tasvīr usī thī

    bāloñ meñ bhī lams abhī tak us ke haath thā

    ḳhuun ke badle shiryānoñ meñ va.ade the us ke

    kuchh uljhe inkār the chand irāde the us ke

    lekin merā dil aTkā thā kaam uljhan meñ

    aur merā ye zehn office mez pe rakkhā thā

    kal shab mere bazu us ki KHushbu mein tar the

    sakit aankh ke parde par taswir usi ki thi

    baalon mein bhi lams abhi tak us ke hath ka tha

    KHun ke badle shiryanon mein wade the us ke

    kuchh uljhe inkar the chand irade the us ke

    lekin mera dil aTka tha kaam ki uljhan mein

    aur mera ye zehn office ki mez pe rakkha tha

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now