Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mehndi

MORE BYUrooj Zehra Zaidi

    maiñ us ke naam mehñdī

    sajā kar apne hāthoñ par

    unheñ tā-der taktī huuñ

    ki jitnā pyaar vo kartā hai rañg utnā gahrā ho

    magar ye dekh kar hairān hotī huuñ

    na-jāne kyuuñ

    mire hāthoñ pe har mehñdī rañg kachchā aatā hai

    main us ke nam ki mehndi

    saja kar apne hathon par

    unhen ta-der takti hun

    ki jitna pyar wo karta hai rang utna hi gahra ho

    magar ye dekh kar hairan hoti hun

    na-jaane kyun

    mere hathon pe har mehndi ka rang kachcha hi aata hai

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now