Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

mohabbat

Asim Wasti

mohabbat

Asim Wasti

MORE BYAsim Wasti

    mohabbat ḳhūb-sūrat hai

    mohabbat meñ

    aqīdat hai

    shahādat hai

    vilādat hai

    javāñ jazbāt ke jin se

    diloñ meñ phuul khilte haiñ

    mohabbat karne vaale

    kis qadar hañs hañs ke milte haiñ

    mohabbat koī rañgat nahīñ hai

    na koī shakl hai na jism us

    har ek sūrat meñ hasīñ hai

    mohabbat ḳhūbsūrat hai

    mohabbat KHub-surat hai

    mohabbat mein

    aqidat hai

    shahadat hai

    wiladat hai

    jawan jazbaat ke jin se

    dilon mein phul khilte hain

    mohabbat karne wale

    kis qadar hans hans ke milte hain

    mohabbat ki koi rangat nahin hai

    na koi shakl hai na jism us ka

    har ek surat mein hasin hai

    mohabbat KHubsurat hai

    Source:

    Kiran Kiran Andhera (Pg. 112)

    • Author: Asim Wasti
      • Publisher: Nairang-e-Khayal Publications, Pakistan
      • Year of Publication: 1989
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now